Posts

Showing posts with the label Siddique Ismail

Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki Naat Lyrics || Siddique Ismail

Noori Mehfil Pe Chaadar Tani Noor Ki Noor Faila Hua Aaj Ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Farsh Par Dhum hai Arsh Par Dhum hai Bad Nasibi hai Uski Jo Mehroom hai Fir Milegi Ye Shab Kisko Maloom hai Aam Lutfe Khuda Aaj ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Abre Rehmat hai Mehfil pe Chhaye hue Aasmaan se Malaeek aaye hue Khud Muhammad hein Tashreef laaye Hue Kaisi Ronak Fiza Aaj Ki Raat Hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Khub hone do Ashko ki Barsaat ko Do Salaami Muhammad ki Baraat ko Chum lo Chum lo Aaj ki Raat ko Shab Qadar ke Guman Aaj ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Maangalo Maangalo Chashme-Tar Maangalo Darde Dil aur Husne Nazar Mangalo Kamli waale ki Nagri mein Ghar Maangalo Maangane ka Maza Aaj ki Raat hai Chandani mein hein doobe hue DoJahan Kaun Jalva-numa Aaj Ki Raat hai Mominon...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا